Topic-ID: 68
Jugnu:
Date:21-06-2009|10:39
Taliban ISLAM ka chehra bigad rahe hain........agar koi musalman QURAN ko manta hai to wo taliban ko sahi nahi thahra sakta......
UnKnown:
Date:22-06-2009|02:42
Quran ko tou Munafiq aur Kafar b mantay hain,lakin us pr amal nahi krtay.Aur Hadiyat hasil krnay kay liay Hadis Aur Quran dono pr amal krna zarori hai.Quran ko sirf arbi mein hai parh layan bari baar nahi,Balkay us ko sumjhna b zarori hai.Baat clear hai kay aj kay naam nehad muslman Jihad ka munkir ho gay hai.Jan daytay dar lagta hai.Islami Law sy apni ayashi band hoti hai.Isliay jo Islami law ki baat kr cahay wo taliban hun.Un ki mahalfat tou krain gay.
Jugnu:
Date:23-06-2009|02:02
En ISLAM ke alambardaro ke bare me aj suna wo bachcho ke skulo me bomb fod kar kis ISLAM Ki khidmat kar rahe hai koi band mujhe bataega??
UnKnown:
Date:23-06-2009|02:40
Kya kisi nay unhain bomb fix krtay daikha.Wo tou khud apnay bacho ko school bhajtay hain.
Dark_KnighT:
Date:23-06-2009|10:58
Unka tarjuman kehta hai ki agar use atom bomb mil jaye to wo bachcho ke skul me fod de ga....
UnKnown:
Date:23-06-2009|11:08

tou dey do usko atom bomb. Itna dar hai taliban ka

kay shairo ka dar tou lagta hai.
You must be looged in to post in Forum.
Back to TopicsBack to ForumsSubscribe this Topic