Topic-ID: 37
CrazY_AttitudE:
Date:23-05-2011|14:04
A rule of business management. KISS . . , keep It Simple STUPID
RomY:
Date:16-05-2011|07:04
Mujhay ab yaad mat kerna !
Kabhi bhi yaad mat kerna...
Naya jo saal aaey ga...
Kai khushiyaa'n bhi laaey ga...
In khushiyo'n ko ab barbaad mat kerna.......,
Mujhay ab yaad mat kerna...
Kabhi bhi yaad mat kerna...
Jo ghar ma'loom ho maira...
Mager jab koi poochay to...
To tum izhaar mat kerna.....,
Mujh...ay ab yaad mat kerna...
Kabhi bhi yaad mat kerna...
Mujhay haa'n yaad kernay say...
Ho badawa tairi sauch may...
Mujhay ab apni sauch may...
Tum shumaar mat kerna...
Mujhay ab yaad mat kerna...
kabhi bhi yaad mat kerna....!
Jo ab aaye tum khawab main..
Jo tum roz aya karte the, neend churaya karte the,
Main sada ke liyeh ankhen band karlunga...
Mujhay ab yaad mat kerna...
kabhi bhi yaad mat kerna....!
FaiZ_KhaN:
Date:03-05-2011|21:57
mout ke baad yaad aa raha hai koi,,,mitti mery kabr ki utha raha hai koi,,,a khuda do pal ki zindgi or de de,,,mery kabr se udas ja raha hai koi,,,
FaiZ_KhaN:
Date:03-05-2011|21:55
yaad aati hai to jara kho lete hai,,,Ansu aankho se utar aya to ro lete hai,,,Neend to nhi aati aankho me lekin,,,aap sapno me ayange is liye so lete hai,,,. .
FaiZ_KhaN:
Date:03-05-2011|21:54
Hasrat hai sirf unhe pane ki,,,aur koi khwahish nahi is deewane ki,,,shikwa mujhe unse nahi khuda se hai,,,kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki,,!
You must be looged in to post in Forum.
Back to TopicsBack to ForumsSubscribe this Topic